Read Online
Download
Volume 1 [14] Volume 2 [13] Volume 3 [15]
Alhamdulillah
IslamicBooksLibrary is proudly presenting one of the most awaited books on the net
“Aasan Tarjuma Quran – 3 Volumes – By Shaykh Mufti Taqi Usmani“
and thank brother Saqib, who is the top contributor on our blog, for providing such an important book in beautiful scanning and very compact PDF size, we ask our readers to remember him and this humble servant in your daily duas. Jazakallah
android app is also available at
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.asantarjuma
ma sha allah bohot ummda
Can I download its copy in audio (urdu) format
Please advice
AOA,
Can i download its copy in audio format, please advise…….
Masha Allah Mufti Muhammad Taqqi Usmani sahab ne apne illam aur danish mandi ke heesab see Quran e Karim ke turjuma anayat farmya hai .. iss ke illawa bhi be shumar bayanat aur Islam ke muktalif mamolaat ke tashreeh farma chuke hain Allah inn ko iss neek kamo a ajar atta farmye ameen. Kanwar Saad!
Asslamu alykum,
Bhot hi aasan tarjuma likha he mufti sahab, massallah Allah aapki is khidmt ku khub kubul kre, aamin
1 Gujarish,
jis aasani se apne ise urdu me tajvij kiya he meri dili khwahish thi ke ise english me b itni hi aasani se likha jaye jiske jriye hmare jo hindu pre likhe dost he unhe hm pr kr itni hi aasani se smja ske
Jis trah aapne aasan quraan urdu me likha hua he use english me b translate kra kr us aasmani kitab ku launch kiya jaye
Aapka aajij
Mohammed umar
7048836784
9725515941
MashaAllah bohat hi achi tarha ur asan tareke se quran e pak samjh agia very very best translation ki mufti taki shab ne great i like so much.
Muhammad Akbar Butt
I AM PROUD TO BE A MUSLIM WTIH “AHLE SUNNAT WAL JAMMAT”
ALLAH PAK ULMA E DEOBAND KI ZINDAGI ME NEKIYON K SATH BARKAT ATA FRMAYE….AAMEEN
MASHALLAH ,
ALLAH MUFTI TAQI USMANI SB KI OR TAMAM ULMAY HAQ KI ZINDAGION MAI BOHAT BARKAT ATTA FARMAY JO DEENAY ISLAM KI KIDMADT MAI SHAB O ROZ MASROOF HAI TABEEYAT KHUSH HOGAI MUFTI SB KA TARJUMA PAR KAY
Allah aapko jazaye Khair de.a
AMEEN
SALMAN HAYAT
agar koi aam admi b quran ko samaj k amal karna chay to us k liay bahtreen tafseer hay ,,jazaka Allah
Ma sha allah mufti sab ka tarjama parh kr bht khoshi hoi mufti sab ny bht hi zabrdast tarjama keya hy allah pak on ki omr ma barkat dy……or upload krny walo ko b jazy e khair ata frmay.
.
Is the tafseer in Urdo? can anybody give me this tarjuma in English translation?
MashAllah .Allah Paak Apko iss Kosas par Rehmat ,Barkat aur taraqi ata farmay.Aur Ap ky sath sath hamen bhi Islam ka correct massage Logo tak puhchany mn Madad farmay .Ameen
And I have a Q.PLease reply by email .
Q : Mujhy iss firqa Wariat ky dor mn ye samjh ni arahi ky Ky mn kis firqa ko follow kron jab ky mujhy ksi particuler firqa mn ni rehna.mujhy reall islamic way par chalna hi.M tens here. Thnaks I’ll wait for your attention.
Stay Blessed.All Of you
imranshahid70@yahoo.com
اللہ کریم حضرت مفتی صاحب کے علم وعمل میں مزید برکت نصیب فرمائیں اور صحت کامل عاجلہ مستمرہ نافعہ نصیب فرمائیہ آمین ص
It is a great effort to provide such a big Islamic collection in this website. May Allah bless you.
This free translation is sadqa e Jarriya for Mufti Sahib. It has facilitated the understanding of Islam for the muslims and non Muslims also. This is a great service of Islam.
JZAKALLAH ALLAH AAP KO JZA E KHER DE
Assalamu alaikum v
Allah ap ki kawish qobool farmae.Ameen
Allah Taalah bazorgon ka says man pah hamiasha qaim rakhy. Amin
mufti saab mery ustaz hy allah tala ny n ko har kam may aik alag andaz dya hy ,anka ye tarjama is bat ki kuli dalil hy, Ali Haider khalil
Assalamo Aliekum
Brother thank you very much for uploading this tarjuma…..And I think u also know that another Print of Tarjuma with Line by Line Translation by Maulana Mufti Taqi usmani sahab is available in the market….
Kindly please upload that also…
JazakAllahu khair!!!
ALLAH PAK aap ko jazaekher aata farmae Aameen
allaha apko bht khush rakhay jis ne
aik lafz bhi tbleegh kia us k liay allha ki trf se bara ajar hai
does it have any english version?
ma shaa Allah jaza de ameen
allha tala ap ko jazay kyr dy
السلام علیکم
Brother this file is password protected can you please tell me how can i copy a single line of Tarjumma ?
assalamo alaikum
jazakomullaho khairaljaza
shakeel
ALLAH AAP K DARAJAAT BULAND KARE AAMEEN
Assalam o Alaikum, may ALLAH (SWA) bless on hadrat mufti sb ,& give him better regard on their efforts.
Assalamolaikum Wa’ Rehmatullah
Remember My Dear Fellows!
Aqal and Eman are both two dimensions. Aqal he sab se bari mushkil he Eman ke raste main. Kea, Kun, Kese, Agar, Magar, Aise Nahe. Islam main bas Aslemo Taslemo he. Ap jaeaza lain, aj aksar musalman quran ke murtad ho chuki hain. Bazahir nahe magar batni tor per. Mesal, ap kese mehfil main bat to krain share parde ke, sod ke, apko khane ko parain ge. Asal main haqeqat ye he ke “Ham ne nahe manana / Ham ne nahe karna” Han Quran okey ham eman to late hain, magar ye sab mumkin nahe. To yad rahe, Phr nijab be mumkin nahe, Qabar ke Azab se panah bhe mumkin nahe. Aj aksar beshram musalman “Moseque ko Roh ke Geza Keh rahe hain” ASTAGHFIRULLAH. Allah Hedayat dain apni fazal se. Hedayat be ALLAH ke neamat he jo Mangni se miltin he betalab ko nahe.
Ye sab Allah Walon ke suhbat ke batain hain, Kash koe samjhi
Hafiz Muhammad Essa Khan
2 Zilhaj,
Assalamolaikum Wa’ Rehmatullah
Aj kufur, shirk and bidat urooj pe he. Nach Gana, party, music har tarf jari. Islam bas aik subject he just for “Discussion”. Tamasha bana dea he Ahkamat ko. Jaga jaga shetan he chele peer babe beth gae hain jo Mal ke nahe Eman ke Dako hain.
Aqaed ka bura hal he. Jo elam aj media and net per he, wo bhe aik almea. Jo books is site pe upload ke gae hain, ALLAH KARE sab un se mustafeez hun, Hamare Akabir ke kea Shan he ALHAMDOLILLAH. All apko of apke team ko benehayat jaza-e-khair ata farmaen.
Hafiz Muhammad Essa Khan
Aslk,
Brother, can you please upload mufti taqi usmani’s tafseer i.e Tauzeeh ul quraan.
Jazakallah khair.
SYED ADIL AND SYED HASSAN SHERAZI SAY, MASHA ALLAH ..ALLAH PAAK AP KO JAZA E KHRIE DY aMEEN.AP NE QURAN PAAK KI TAALEEM KO INTERNET K ASAAN ZARIYE SE HUM TAK PUHNCHA DIYA HY .ISS SE HAMARI dichaspi internet per deeni kutab parne man ziada ho ghi hy ..ALLAH PAAK ap k dua o imaan man hamara hissah kare Aameen.
RABB E KAREEM BAHUT JAZAA E KHAIR DE MUFTI M.TAQI SAHEB KO
Assalaamu alykum. Jo behtar kaam o ihsaan karnewaloun ka shukr ada na kare woh haqeeqat me ALLAAH ka bhi shukr nahi ada kar paataa hy.Mufti M.Taqi Usmaani poori ummat ki taraf se be-intihaa shukriye k bajaa taur par mustahiqque hyn k mukhtasar waqt dend waale hazraat k liye mukhtarar magar Jaami’a tafreer likh daali. JAZAAHUMULLAAHU KHAIRAN AN JAMEE’AIL MUSLIMEEN ILAA YOUMIL QIYAAMAH
JAZAK ALLAH
all the best hazart.Allah apko sehat o salamte da r mazed tarqe da r apka amal ko qabool faram
from
Salamonalyek…! Allah ham sab ko apnay rastay pay ta mout chalaye.,ameen. Allah ap sab ko apni taraf se ahsan jaza ataa karay. Ameen. Androids, k leye hojaye to mashkor o mamnon hongay. Hmari dua hay in sha Allah.
Dr.,abidullah
Peshawar
AsslamOAlaikum!
Maasha Allah it is a very beautiful endeavors of Hazrat Mufti Sahab DB that help to quench the thirst of many Muslims who are struggling to explore the meanings and verse of Al Quran Al Hakeem The Holy Book of Allah SWT. May Allah SWT grant him long life and more success in his valuable work.
JazakumAllah!
Muhammad Junaid Abbasi
Saudi Electric Company
Riyadh KSA
SAYYED ASSAD.
MASHALLAH… Allah ap ko bohat bohat jazay e khair day… is se phle ye tarjuma internet pe shyd kahin avaliable nhi tha….
bohat bohat khushi hui ye dekh ker
Allah swt bestows his rahmet upon u brothers….u guys r doing vry well…..
i have this hardcopy, and i was thinking if i could get it soft copy to read it on my laptop or note easily..
JazakAllah for your efforts dear uploader..
JazakAllah to u too mufti sahab..
this is the most easiest tarjuma i have ever read. Great aalim best aalim..
ماشاءاللہ
بارک اللہ لکم
JazakAllah Bro…….kindly upload another copy as this one is corrupt…………….JazakAllah
Jazakallah ,, es website se buhat se logo ki zindagi badal gaye, mashallah, buhat mehnat ho rahi hay es website par, g to karta hay ka bas en books ko he parta raho 24-hours par or b buhat se gham hay es dunya k.. Allah hum sabko Momin banaye….
Jazakallah Khairan!!!
Allah hab sab ko quran tafseer padh kar amal karne ki naik taufeeq farmai
aur hidadat de
Ameen
JAZAKALLAH
Jazakallahu Khair ….’
I think the issue with the load i mentioned in my previous post was because of my slow internet, now i’m able to download as well as open/read it. Jazakallah, you brothers are doing an excellent job is posting such invaluable books, may Allah accept your work. Ameen.
AA
Brother there can be one of the two reasons either it is not downloaded fully or its not saving it properly try re downloading, if problem persists repair the pdf by using a software which can be downloaded from http://www11.zippyshare.com/v/93320333/file.html
I have been looking for this tafseer for very long time, jazakallah for uploading it.
However when i downloaded and tried to open it, it shows an error ” There was an error opening this document this file is damaged and could not be opened” please suggest
JazakAllah
السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ
حضرت آپ نے جوکام کیاہے وہ بہت ہی قابل تعریف ہے اللہ تعالیٰ آپ کی عمر میں برکت عطا فرمائے آپ کو دونوں جہاں کی کامیابی نصیب فرمائے، آپ نے بہت سارے لوگوں کے لیے قرآن کا آسان ترجمہ ڈاؤن لوڈ کردیئے، جزاک اللہ خیر فی الدارین، آمین، والسلام سید عبد الحمید قاسمی، حیدرآباد، انڈیا
the person who has upload that file Allah un ko bht ajar day ameeen
…
ALLAH muftu sahab ko Umar day taky hamaray liye achi kitabon ka asaaan tarjuma likh kar hidayat ka zariya bannay
,…
bht mushkil hota tha jab Tafseer parta tha main toh par abi Asaan tarjuma ka sun kar abi download kar raha hun InsahaAllah is ko par k Quran samjnay ki koshis karunga..
Allah Ajar day Mufti sahab ko …
Duaon ka talabgaar
Ikram ul haq Gilgiti
MashaAllah, boht zarurat aur talash thee iski
jazakAllah
JazakAllah.
اللہ آپکی سعی کو قبول کرے اور سبکو جزاے خیر عطا فرماے
jazakallah khair
jo jo zria bna he, sab ko allah nabi kreem ka sath nseeb kry
جزاک اللہ
mashaALLAH ALLAH ap ko jaza da je ny b upload kia hy
اللہ آپ کے درجا ت بلند عطا فرما ۓ سا قب بھا یٔ
MASHALALH…ALLAH Aap ko jzay kher Ata farmay..ameen
Subha nalla. Alla u tala aap ko jza e kair de.Ap ki satiyon ko apne fazal se nawaze. AMEEN.
Jazak Allah Khmer Allah apko is ka both ajar day
MashALLAH!
Bhai! Also include following tafaseer in your “books to upload” list
1. “Anwaar Ul Bayan” by Mufti Ashiq Elahi Buland-Shehri rahimahullah
2. “Mawahib Ur Rahman” by Allama Ameer Ali Malih-Abadi rahimahullah (the most detailed tafseer in urdu)
3. “Umdatul Bayan (Tafseer E Madni Al-Kabeer)” by Maulana Ishaq Khan Al-Madni (follwing is link of Monthly Bayyenaat’s comments on this tafseer)
http://banuri.edu.pk/ur/node/409
assalamo-alaikum huzoor s.a.w ne aisy shaks k lia u dua frmai h:k khoosh rhe aur khooshkhabri ho aise logon k lia jn kw allah Khair ki chabi bna dy aur shar kw obnd krny ka zariah bna dy
Tafseer Ma’ariful Quran in English:
https://islamicbookslibrary.wordpress.com/2012/01/21/maariful-quran-english-shaykh-mufti-muhammad-shafi-r-a/
Bhai aap is link per chale jaye yaha Tafseer Ma’ariful Quran English main mojud hai.
Assalam-o-Alaikum
Kya aap Kay paas scanned copy hai? Ya sirf translation hai?
Allah tabarak wa tala aap ki is kawish ko qiyamat tak ke liye qubool farmaye.waqye yeh Kitaboun ka khazana hai,
Moulana taqi osmani sahab DBT ki english tafseer e quran mere pass moujood hai kisi ko chaiye to wo mujhe mail karain shanawa_shil@yahoo.com
jazakallah
اللہ آپ حضرات کو پہت جزاء خیر دے میں اک طالب علم ہوں اور مالی وسائل اتنے ہوتے نہیں کہ بہت سی کتابیں خرید سکوں۔ اب آپ حضرات کی مہربانی سے کتابیں لیب ٹاپ پر پڑھ لیتا ہوں۔ گزارش ہے کہ مفتی تقی عثمانی کی انگریزی تفسیر ویب سائٹ پر نہیں ملتی اُس کا کچھ کر دیں اگر پہلے سے موجود ہے تو لنک بتادیں۔
Please upload the tafseer e madni alkabeer by maulana muhammad ishaq madni dbh.
thanks!
JAZALALLAH HU KHAIARAN FEDDUNYA WAL AKHERA MUFTI SAHEB
A.O.A musalman bhai muhje Moulana Abdul Shakoor Lakhnavi(r.a) per thesis likana hai. Kia aap meri madad kr skty hain? Bahot meharbani ho gi.
السلام عليكم
From:Muhammad Usman Ali
Allah aap ki khidmat ko kabool farmaay aur apni shayanishan badla ata farmae aameen.
Aap say guzarish hay kih aasan tarjama-e-quran kay aik jild walay edion ko upload kar dayn.Mufti Muhammad Taqi Usmani sahib nay risala Albalag may likha hay khay yah letest edion hay aur jo kumyah aglat aur khamyah 3 jild walay may thihi un ki 1 jild walay may tashi kar di gae hay.
Aap hazrat ki miherbani ho gi.shukria.
jazaakALLAH khair…. please upload inaam ul baari, ahsraf ul hidayah and ahsan ul hidaya… please please please do it before the next academic years beging in our madaaris i.e b4 shawwal..
WaAlaikumAssalam
Hazrat aap kia Mufti sahab kay iss albalagh walay mazmoon ka online link de saktay hain?
السلام عليكم
From:Muhammad Usman Ali
Allah aap ki khidmat ko kabool farmaay aur apni shayanishan badla ata farmae aameen.
Aap say guzarish hay kih aasan tarjama-e-quran kay aik jild walay edion ko upload kar dayn.Mufti Muhammad Taqi Usmani sahib nay risala Albalag may likha hay khay yah letest edion hay aur jo kumyah aglat aur khamyah 3 jild walay may thihi un ki 1 jild walay may tashi kar di gae hay.
Aap hazrat ki miherbani ho gi.shukria.
Allah aap sub ko jaza e khair sey nawazey.is k ilawa kia kahon. Bahot Shuria.
thanks very much
Zindabad aap ne hamara dil khush kar dia, dua k ilawa kuch kar nahi sakta, kitni khushi hwi biyan se bahir ha
subhanalla.alla aap ko ajre azim ataa farmaye.
Important Book in scanningand very compact PDF. Alla aap ko Ajre azim ataa farmare.Ameen.from Dr M.U.Khan
Allah Aap ko jzay kher Ata farmay
Jazakallah Khair.
ab sirf “Inaam ul Baari” upload ho jaye to kya kehnay
Allah aapko jazaye Khair de.
Subahan Allah. Allah apney rehamaton ki barish Saqib Bhai per barsaye. Aur pyare maroof “Musalman Bhai” ko Allah apni nemato se bharpur nawaze. Ameen.
musalman saqib khan bhai aapki khidmat ko ALLAH beinteha kubool farmaye. hope we meet some day. jazakALLAH
MashALLAH… Allah ap ko bohat bohat jazay e khair day… is se phle ye tarjuma internet pe shyd kahin avaliable nhi tha….
bohat bohat khushi hui ye dekh ker….